Main hoon Karnik. Ye sirf podcast nahi — ye wo kahaniyan hain jo aapko raat bhar jaag kar sochne par majboor kar deti hain. Ek baccha jo kisi aisi cheez se baat karta hai jo dikhti nahi. Ek widow jo apne mare hue pati ka phone uthati hai. Real incidents. Fictional horror kahaniyan. Dono ka ek aisa blend — jahan sach aur kahani ki line dhundli ho jaati hai. 2.4 million streams. 2x Spotify Creator Program. Hubhopper Award — Best Storytelling. Headphones lagao. Lights off karo. Follow karo — taaki koi kahani chhoot na jaaye.
Ek 20 saal ki ladki ne haunted game 7 din mein khatam kiya. Uske baad har raat 2:30 baje woh gali uske kamre mein aane lagi. Kya game sach mein haunted tha,...
Noida ki ek nayi society. Satrahvi manzil. Garvit aur Kavita ki pehli raat, aur upar se girte saman ki awaaz. Bachchon ki hansi, subah 4:10 par dono ko ek...
Shaadi ke teesre din ek dulhan ne raat ko wo awaaz suni, jo use kabhi nahi sunni chahiye thi. Aangan ke kone mein ek band store-room. Uske andar se koi kisi...
Kota ke ek mandir ke poojari, jinhone zindagi bhar kaha ki devta kisi me nahi aate, ek station par ek aadmi ka thaila gira baithe.Us thaile me kaale kapde se...
Poora gaon use dayan kehta tha. Par us din usne ek pandrah saal ke ladke ko uska poora naam lekar bulaya, jabki wo usse zindagi me pehli baar mil raha...
Is Halloween, ek aisi horror story suniye jahan bhoot se zyada khaufnaak hai... kisi ko bhula diya jaana. Kolkata ke paas ek purane khandani ghar mein...
Kya hota hai jab Diwali aur Halloween ek saath manayein? Ye kahani sunke aapki ruh kaanp jayegi! 4 college friends - Aarav, Meera, Tanya aur Rishi ne socha...
Halloween ki raat Aarav aur Meera ke ghar chaar bachche trick-or-treat ke liye aate hain. Firefighter, fairy, skeleton aur witch ke costumes mein khade woh...
Kailash ko kya pata tha ki chauraha par mile ek anjaan aadmi ke haath se liya hua ek chhota sa prasad uski zindagi badal dega. Shaam ke waqt Kailash apne...
Raat ke 2 baje hospital ke basement me… ek dead body ne apni aankh khol di. Kya yeh sirf hospital ka saaya tha ya sach me kuch aur? “Hospital ka Saaya” ek...
Raat ke kareeb 10:30 baje Rishi Ahmedabad highway par akela drive kar raha tha. Highway ke ek sunsaan stretch par usse shaadi ke jode mein ek dulhan lift...
Kya badle ki aag mein kisi anjaan taqat ka sahara lena kabhi khatarnak ho sakta hai? Ronit ke saath business mein dhokha hua. Saalon ki mehnat barbaad ho...
Kya ho agar kisi gaon mein shaam baaki duniya se bahut pehle ho jaaye... aur raat ke theek 12 baje jungle se kisi ke payal ki awaaz sunai dene...
Pichhle part mein Aman, Raghav, Nisha aur Meera ek aise haunted mountain trek par pahunch gaye the jiske baare mein local log pehle hi unhe warning de chuke...
Kya aap kabhi kisi aise pahadi trek par jaane ki himmat karenge jahan logon ke according 150 se zyada log laapata ho chuke hain? Aman, Raghav, Nisha aur...
Raate aur Raste kabhi mazak nahi karte, Kya aap kabhi kisi aise safar par gaye hain jo aapke liye ek kabhi na khatam hone wale nightmare ban gaya ho? Mohan...
Ajmer ki ek purani gali mein rehta tha Sharma parivaar aur unki sabse pyari saathi thi unki paaltu billi Kali. Ek din tez aandhi ke baad Kali achanak gaayab...
Yeh kahani aapki neend chheen legi… Assam ke ek chhote se gaon mein, ek ladki ko khet mein ek purani gudia mili.Nishaan ajeeb the। Haath tuta tha। Aur...
Uttarakhand ke pahaadon mein aaj bhi kuch aise jungle hain jahan suraj dhalne ke baad jaana mana hai. Kehte hain ki wahan se agar koi cheez bina ijazat ghar...
Ek normal PG. Do young working professionals. Aur ek bathroom jisme likha hua ek ajeeb sa rule —“Bathroom se nikalte waqt peeche mat dekhna.” Is episode mein...
Showing the latest 20 of 148. Every episode is in the API: GET /v1/podcasts/pod_086bng5m0vayfstxwxgsgcdhke/episodes